Nov 26

hoooooooo
Sawar ,sawar
Sawar gai mein
Sawariyan

Kab se khadi mein tori atariya 2
Beet na jaaye o rama sari umariya

hoooooooo
sawar
Sawar gai mein

Sawar gai chand sitare dekho
Sawar gai sare nazare dekho
Dekho gagan pe ban ke badariya
Chamki teri yaadon ki bijuriya
aaa
aaaaaa
aaaaaaa
aaaaaaaa

Tan ko jalaye thandi bayariya 2
Beet na jaaye o rama sari umariya

hoooooooo
sawar
Sawar gai mein
Sawariya

[Sawar sawar
Sawar gai mein ]2

Oct 4

aa chal ke tujhe, mai.n le ke chaluu.n
ik aise gagan ke tale
jahaa.n Gam bhii na ho, aa.Nsuu bhii na ho
bas pyaar hii pyaar pale
ik aise gagan ke tale

suuraj kii pahalii kiraN se, aashaa kaa saveraa jaage (2)
cha.ndaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor a.ndheraa bhaage (2)
kabhii dhuup khile kabhii chhaa.Nv mile
lambii sii Dagar na khale
jahaa.n Gam bhii no ho, aa.Nsuu bhii na ho …

jahaa.n duur nazar dau.D aae, aazaad gagan laharaae
jahaa.n ra.ng bira.nge pa.nchhii, aashaa kaa sa.ndesaa laae.n (2)
sapano me palii ha.Nsatii ho kalii
jahaa.n shaam suhaanii Dhale
jahaa.n Gam bhii na ho, aa.Nsuu bhii na ho …
aa chal ke tujhe mai.n le ke chaluu.n …