Hindi Song Title: Maria Maria…
Hindi Movie/Album Name: PARTNER
Singer(s): SONU NIGAM, SAJID, SUNIDHI CHAUHAN, NARESH
Hindi Lyrics:
Hindi Song Title: Ya Baaba Ya Baaba
Hindi Movie/Album Name: MY NAME IS ANTHONY GONSALVES
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN, SHAAN
Hindi Lyrics:
salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba
teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba
jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon
nashile hai mere sapne, nashe mein tu
(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now
ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2
(meri tamanna ke mere khayaalon ke laaakhon deewaane bane hain
meri muhabbat ke meri jawaani ke laakhon fasaane bane hain) - 2
koyi bhi mujhsa yahaan kahaan, yeh baat jaan le o jaan-e-jaana
(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now
ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2
raaste hai kahaan mere, manjilein hai kahaan meri
ja rahein hai kadam kahaan, na mujhe hai khabar koyi na hai pata
i luv u when u moving to the groove, ???
(chaahu jise chaahu usake kareeb aau, aake nazar mein basaalu
yuun hi andhere mein baahon ke ghere mein, main chori se dil ko churalu) - 2
main hasin ehsaas hoon sanam, jo kabhi na bujhe woh pyaas hoon
(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now
ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2
salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba
teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba
jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon
nashile hai mere sapne, nashe mein tu
(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now
ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2
Hindi Song Title: Hai Tera Bhi Allaah Beli
Hindi Movie/Album Name: MY NAME IS ANTHONY GONSALVES
Singer(s): K.K.
Hindi Lyrics:
aansu ka koyi rang nahi, dard ki koyi jaat nahin
dil tute toh hans de bande??, ronewaali baat nahin
aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha
kyun saath yeh chhuta, tu jo ho gaya begaana
aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha
kyun saath jo chhuta, dil ko samjhaana
hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 2
raahon mein jo ik saathi tha saaye sa
aise woh phir kyun milke hai bichhada bhala
dono ne hi dekha tha khaab jo
pal mein jaane kyun aise woh bikhra bhala
khaab woh tera tha khaab woh mera
tha yaar tu mera abb hai anjaana
hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 2
khoya kya hai aur paaya hai dil ne kya
jaane kaise yeh koyi bhi banda yahaan
maula mere tu usako chain de
jaate jaate jo chaino sukuun le gaya
pyaar usako de, tu jeet usako de
tu haar mujhko de, main hoon deewaana
hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 4