jaaniye zara sa zara sa chhu le mujhe
jaaniye tu dur kahi le ja mujhe
khudse paraya karde, apana humsaaya kar le
mujhko kuch aise bharle baahon mein
jaaniye woh baatein saari keh de mujhe
jaaniye rula ke phir hasaade mujhe
kush aisa karde yaara, kuch na rahe hamaara
bas ho chehra tumhaara aankhon mein, jaaaniye jaaniyee.......










