Feb 9

Hindi Song Title: Ya Baaba Ya Baaba

Hindi Movie/Album Name: MY NAME IS ANTHONY GONSALVES

Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN, SHAAN

Hindi Lyrics:

salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba

teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba

jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon

nashile hai mere sapne, nashe mein tu

(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2

(meri tamanna ke mere khayaalon ke laaakhon deewaane bane hain

meri muhabbat ke meri jawaani ke laakhon fasaane bane hain) - 2

koyi bhi mujhsa yahaan kahaan, yeh baat jaan le o jaan-e-jaana

(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2

raaste hai kahaan mere, manjilein hai kahaan meri

ja rahein hai kadam kahaan, na mujhe hai khabar koyi na hai pata

i luv u when u moving to the groove, ???

(chaahu jise chaahu usake kareeb aau, aake nazar mein basaalu

yuun hi andhere mein baahon ke ghere mein, main chori se dil ko churalu) - 2

main hasin ehsaas hoon sanam, jo kabhi na bujhe woh pyaas hoon

(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2

salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba

teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba

jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon

nashile hai mere sapne, nashe mein tu

(ya baaba feel the beat now, ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba….) - 2

Feb 9

Hindi Song Title: Tum Mile Jaane Dil Ko Mere Kya Huwa

Hindi Movie/Album Name: MY NAME IS ANTHONY GONSALVES

Singer(s): K.K., SUNIDHI CHAUHAN

Hindi Lyrics:

(tum mile jaane dil ko mere kya huwa, jaane mere dil ko kya huwa

bekhar har dhadkan tadapane lagi, jaane mere dil ko kya huwa) - 2

main hain to huwa khud se juda, hai tera kaisa asar

hai bheed mein tanhaayiyaan, ?? yeh kis mod par

meri nazar ko iss tarah teri nazar ne chhuva

bechainiyaan aisi badhi, mera sukoon gum huwa

har ghadi ek ajab sa hai chhaaya nasha, jaane mere dil ko kya huwa

hum dono toh chup hai magar, bole hai ghaamoshiyaan

aate nahin hum hosh mein, kaisi yeh madhoshi

hum ko nahi kuchh bhi pata, kaise deewaane hai hum

roke se bhi abb na ruke deewaanagi mein kadam

?? mein dhadkano ka hasin silsila, jaane mere dil ko kya huwa

tum mile jaane dil ko mere kya huwa, jaane mere dil ko kya huwa

Feb 9

Hindi Song Title: Jaane Tu Na, Jaane Maula

Hindi Movie/Album Name: MY NAME IS ANTHONY GONSALVES

Singer(s): AMIT KUMAR

Hindi Lyrics:

(jaane tu na, jaane maula jaane jahaan yaar

tu hi meri aashiqi hai tu hi mera pyaar

aise kahaan chali chali karke dil pe mere vaar vaar) - 2

tujhse jindagi hai, tujhpe mar jaayunga

tere liye god kasam kuchh bhi kar jaayunga

mar jaayunga, mit jaayunga, loot jaayunga

hai tujhko hi dekha hai, tujhako hi chaaha hai

tujhko hi maanga hai, tujhko bataayuun main kaise

teri tamanna hai, tera fasaana hai

dil mein jo baatein tujhko sunaau main kaise

bebasi jaan le, maan le tere liye khaak chhaani badi

jaane tu na jaane maula jaane jahaan yaar

tu hi meri aashiqi hai tu hi mera pyaar

aise kahaan chali chali karke dil pe mere vaar

tujhse jindagi hai, tujhpe mar jaayunga

tere liye god kasam kuchh bhi kar jaayunga

mar jaayunga, mit jaayunga, loot jaayunga

teri hi yaadon mein, teri hi khaabon mein

tere khayaalon mein dooba hoon dooba hoon main toh

pichha na chhodunga, naata na todunga

rishta main jodunga, deewaana tera hoon main toh

chain hai tu mera, main tera ik manchala aawaara, aashiq hoon

jaane tu na jaane maula jaane jahaan yaar

tu hi meri aashiqi hai tu hi mera pyaar

aise kahaan chali chali karke dil pe mere vaar

tujhse jindagi hai, tujhpe mar jaayunga

tere liye god kasam kuchh bhi kar jaayunga

mar jaayunga, mit jaayunga, loot jaayunga - 4

Feb 9

Hindi Song Title: Hai Tera Bhi Allaah Beli

Hindi Movie/Album Name: MY NAME IS ANTHONY GONSALVES

Singer(s): K.K.

Hindi Lyrics:

aansu ka koyi rang nahi, dard ki koyi jaat nahin

dil tute toh hans de bande??, ronewaali baat nahin

aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha

kyun saath yeh chhuta, tu jo ho gaya begaana

aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha

kyun saath jo chhuta, dil ko samjhaana

hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 2

raahon mein jo ik saathi tha saaye sa

aise woh phir kyun milke hai bichhada bhala

dono ne hi dekha tha khaab jo

pal mein jaane kyun aise woh bikhra bhala

khaab woh tera tha khaab woh mera

tha yaar tu mera abb hai anjaana

hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 2

khoya kya hai aur paaya hai dil ne kya

jaane kaise yeh koyi bhi banda yahaan

maula mere tu usako chain de

jaate jaate jo chaino sukuun le gaya

pyaar usako de, tu jeet usako de

tu haar mujhko de, main hoon deewaana

hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli - 4

Feb 8

« Previous Entries Next Entries »